الشرح

Ash-Sharh

سورت ۹۴ · آیات: ۸ · مکی

ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں

بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

  1. أَلَمۡ نَشۡرَحۡ لَكَ صَدۡرَكَ

    آیت ⁦۹۴:۱⁩ کھولیں

    . ( aey payghumber ! ) kiya hum ney tumhari khatir tumhara seena khol nahi diya-?

  2. وَوَضَعۡنَا عَنكَ وِزۡرَكَ

    آیت ⁦۹۴:۲⁩ کھولیں

    aur hum ney tum say tumhara woh bojh utaar diya hai

  3. ٱلَّذِيٓ أَنقَضَ ظَهۡرَكَ

    آیت ⁦۹۴:۳⁩ کھولیں

    jiss ney tumhari kamar torr rakhi thi ,

  4. وَرَفَعۡنَا لَكَ ذِكۡرَكَ

    آیت ⁦۹۴:۴⁩ کھولیں

    aur hum ney tumhari khatir tumharay tazakaray ko ooncha maqam ata kerdiya hai .

  5. فَإِنَّ مَعَ ٱلۡعُسۡرِ يُسۡرًا

    آیت ⁦۹۴:۵⁩ کھولیں

    chunacheh haqeeqat yeh hai kay mushkilaat kay sath aasani bhi hoti hai ,

  6. إِنَّ مَعَ ٱلۡعُسۡرِ يُسۡرٗا

    آیت ⁦۹۴:۶⁩ کھولیں

    yaqeenan mushkilaat kay sath aasani bhi hoti hai .

  7. فَإِذَا فَرَغۡتَ فَٱنصَبۡ

    آیت ⁦۹۴:۷⁩ کھولیں

    lehaza jab tum farigh hojao to ( ibadat mein ) apney aap ko thakao ,

  8. وَإِلَىٰ رَبِّكَ فَٱرۡغَب

    آیت ⁦۹۴:۸⁩ کھولیں

    aur apney perwerdigar hi say dil lagao .