التين
At-Tin
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
وَٱلتِّينِ وَٱلزَّيۡتُونِ
آیت ۹۵:۱ کھولیںqasam hai injeer aur zaitoon ki ,
وَطُورِ سِينِينَ
آیت ۹۵:۲ کھولیںaur sehraye seena kay pahar toor ki ,
وَهَٰذَا ٱلۡبَلَدِ ٱلۡأَمِينِ
آیت ۹۵:۳ کھولیںaur iss aman o aman walay shehar ki ,
لَقَدۡ خَلَقۡنَا ٱلۡإِنسَٰنَ فِيٓ أَحۡسَنِ تَقۡوِيمٖ
آیت ۹۵:۴ کھولیںkay hum ney insan ko behtareen sanchay mein dhaal ker peda kiya hai ,
ثُمَّ رَدَدۡنَٰهُ أَسۡفَلَ سَٰفِلِينَ
آیت ۹۵:۵ کھولیںphir hum ussay pasti walon mein sabb say ziyada nichli halat mein ker-detay hain ,
إِلَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّٰلِحَٰتِ فَلَهُمۡ أَجۡرٌ غَيۡرُ مَمۡنُونٖ
آیت ۹۵:۶ کھولیںsiwaye unn kay jo emaan laye , aur unhon ney naik amal kiye , to unn ko aisa ajar milay ga jo kabhi khatam nahi hoga .
فَمَا يُكَذِّبُكَ بَعۡدُ بِٱلدِّينِ
آیت ۹۵:۷ کھولیںphir ( aey insan ! ) woh kiya cheez hai jo tujhay jaza o saza ko jhutlaney per aamada ker rahi hai ?
أَلَيۡسَ ٱللَّهُ بِأَحۡكَمِ ٱلۡحَٰكِمِينَ
آیت ۹۵:۸ کھولیںkiya Allah saray hukmranon say barh ker hukmran nahi hai ?