المسد
Al-Masad
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
تَبَّتۡ يَدَآ أَبِي لَهَبٖ وَتَبَّ
آیت ۱۱۱:۱ کھولیںhaath abu-lahab kay barbad hon , aur woh khud barbad hochuka hai ,
مَآ أَغۡنَىٰ عَنۡهُ مَالُهُۥ وَمَا كَسَبَ
آیت ۱۱۱:۲ کھولیںuss ki dolat aur uss ney jo kamai ki thi , woh uss kay kuch kaam nahi aai .
سَيَصۡلَىٰ نَارٗا ذَاتَ لَهَبٖ
آیت ۱۱۱:۳ کھولیںwoh bharaktay sholon wali aag mein dakhil hoga ,
وَٱمۡرَأَتُهُۥ حَمَّالَةَ ٱلۡحَطَبِ
آیت ۱۱۱:۴ کھولیںaur uss ki biwi bhi , lakriyan dhoti hoi ,
فِي جِيدِهَا حَبۡلٞ مِّن مَّسَدِۭ
آیت ۱۱۱:۵ کھولیںapni gardan mein moonjh ki rassi liye huye .