الإخلاص
Al-Ikhlaas
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
قُلۡ هُوَ ٱللَّهُ أَحَدٌ
آیت ۱۱۲:۱ کھولیںkeh do : baat yeh hai kay Allah her lehaz say aik hai .
ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ
آیت ۱۱۲:۲ کھولیںAllah hi aisa hai kay sabb uss kay mohtaj hain , woh kissi ka mohtaj nahi ,
لَمۡ يَلِدۡ وَلَمۡ يُولَدۡ
آیت ۱۱۲:۳ کھولیںnaa uss ki koi aulad hai , aur naa woh kissi ki aulad hai .
وَلَمۡ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدُۢ
آیت ۱۱۲:۴ کھولیںaur uss kay jorr ka koi bhi nahi .