النصر
An-Nasr
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
إِذَا جَآءَ نَصۡرُ ٱللَّهِ وَٱلۡفَتۡحُ
آیت ۱۱۰:۱ کھولیںjab Allah ki madad aur fatah aajaye
وَرَأَيۡتَ ٱلنَّاسَ يَدۡخُلُونَ فِي دِينِ ٱللَّهِ أَفۡوَاجٗا
آیت ۱۱۰:۲ کھولیںaur tum logon ko dekh lo kay woh foaj darr foaj Allah kay deen mein dakhil horahey hain ,
فَسَبِّحۡ بِحَمۡدِ رَبِّكَ وَٱسۡتَغۡفِرۡهُۚ إِنَّهُۥ كَانَ تَوَّابَۢا
آیت ۱۱۰:۳ کھولیںto apney perwerdigar ki hamd kay sath uss ki tasbeeh kero , aur uss say maghfirat maango . yaqeen jano woh boht moaaf kernay wala hai .