الكافرون
Al-Kaafiroon
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
قُلۡ يَٰٓأَيُّهَا ٱلۡكَٰفِرُونَ
آیت ۱۰۹:۱ کھولیںtum keh do kay : aey haq ka inkar kernay walo !
لَآ أَعۡبُدُ مَا تَعۡبُدُونَ
آیت ۱۰۹:۲ کھولیںmein unn cheezon ki ibadat nahi kerta jinn ki tum ibadat kertay ho ,
وَلَآ أَنتُمۡ عَٰبِدُونَ مَآ أَعۡبُدُ
آیت ۱۰۹:۳ کھولیںaur tum uss ki ibadat nahi kertay jiss ki mein ibadat kerta hun ,
وَلَآ أَنَا۠ عَابِدٞ مَّا عَبَدتُّمۡ
آیت ۱۰۹:۴ کھولیںaur naa mein ( aaenda ) uss ki ibadat kernay wala hun jiss ki ibadat tum kertay ho ,
وَلَآ أَنتُمۡ عَٰبِدُونَ مَآ أَعۡبُدُ
آیت ۱۰۹:۵ کھولیںaur naa tum uss ki ibadat kernay walay ho jiss ki mein ibadat kerta hun .
لَكُمۡ دِينُكُمۡ وَلِيَ دِينِ
آیت ۱۰۹:۶ کھولیںtumharay liye tumhara deen hai , aur meray liye mera deen .