قريش
Quraish
ترجمہ: Urdu - Mufti Taqi Usmani (Roman Urdu Translation) · سورت کھولیں
بِسۡمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحۡمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
لِإِيلَٰفِ قُرَيۡشٍ
آیت ۱۰۶:۱ کھولیںchunkay quraish kay log aadi hain ,
إِۦلَٰفِهِمۡ رِحۡلَةَ ٱلشِّتَآءِ وَٱلصَّيۡفِ
آیت ۱۰۶:۲ کھولیںyani woh sardi aur garmi kay moasmon mein ( yamen aur shaam kay ) safar kernay kay aadi hain ,
فَلۡيَعۡبُدُواْ رَبَّ هَٰذَا ٱلۡبَيۡتِ
آیت ۱۰۶:۳ کھولیںiss liye unhen chahiye kay woh uss ghar kay malik ki ibadat keren
ٱلَّذِيٓ أَطۡعَمَهُم مِّن جُوعٖ وَءَامَنَهُم مِّنۡ خَوۡفِۭ
آیت ۱۰۶:۴ کھولیںjiss ney bhook ki halat mein unhen khaney ko diya , aur bad-amni say unhen mehfooz rakha .